Kis kis diwar se mitau naam tera, kitne katre karu tere khato k main ....
Ye dil ka dard har nasoor se jyada h, jism pe chahe jitne jhakhm karu main....
Pyar k bahane se jitne tukde kiye armaano k tune, badhte hi gaye ginti me wo...
Aaina bhi dhokha h ab, tere aks ko dhundhla aur bheegi si batata h meri palko ko...
Jeena nhi chata main, par nahi h mumkin....mar jana tujhse u juda hoke....
Jurrat bhi krta hu khush hone ki, maikhane k paimane mein tujhe kho k...
Ab jaam bhi Beasar ho chale, chhod dete h teri hi terah ye bhi mujhe, Bechain....Tanha sa in khoyi raho pe bhatkne ko...
ab manzoor yhi h gar sabko toh yhi shi....
Jab tujhse kuch na keh saka, tera hone k baad, zindagi bhar tere liye rone k baad, ...toh is jaam se kya gila karu main..
yeh toh tere adhro ki jhootan bhi nhi....

No comments:
Post a Comment